Seekhne ko kitna kuch hai
Seekhane wala chahiye
Jeetne ko kitna kuch hai
Jeetane wala chahiye
Bharosa rakh apne par
Kehna wala chahiye
Aankh se aankh mila ke dekh
Sar uthaane wala chahiye
Aur gar yeh sab kar sako
To tumhe teacher hona chahiye
#TeachersDay